Friday, March 29, 2013

Ye Mera Haal Ha Jis Per Hansi Aa Gayi Tumhay

Ye Mera Haal Ha Jis Per Hansi Aa Gayi Tumhay,
Aksar Isi Haal Ne Hanstay Hua'on ko Rulaya Ha.!

Hamain Soort Se Kia Matlab, Haum Seerat Pe Martay Hain

Hamain Soort Se Kia Matlab, Haum Seerat Pe Martay Hain,
Usay Kehna Tumhaara Hussan Jab Dhal Jaaye To Lout Aana.!

Apna To Chaahtoon Main Yehi Usool Ha

Apna To Chaahtoon Main Yehi Usool Ha,
Jab Tu Qabool Ha To Tera Sb Kuch Qabool Ha.!